Monday, 23 May 2011

Dua ki Asl Rooh

Dua Allah aur insaan k darmian rabty ka naam he, Dua mushkil ka hal nai hta bal k Dua mushkil hal krne me madad dete he,Dua Allah aur Insaan k qalb k darmian Rabta he,sachi dua ka ye asr hta he k insaan dua k bich dunya-o-mafiha se cut jata he.Dua agr sachay dil se mangi ja rahi ho to isaan ki zuban pe ilfaz khud ba khud aate hain aur dua agr sachay dil se mangi jaye to zarur qobool ho jati he,ab aap khud dekhain k hum me se kitne loag aise dua krte hain,hamain apni dua ratti v hti he aur hamara dehan kahin aur hta he aur zuban se ilfaaz  ada hote ja rahe htay hain,is baat pr dehan dijye,loag aksar rona rte hain k hamari dua qabool nai hti.Dua ka asr to tb ho jb wo durust tariqay,tawajjo aur mazboot aitqaad se mangi jaye!!!!!

No comments:

Post a Comment